Smilepk
has also started New Mobile and SMS Messages Section,
Click Here
to visit new section.
|
| Use
karte hein make-up ka daba roze kiyun? Ban sanwar kar nikalte
hain chailaa roze kiyun? Mummy tum to kehti thee Eid to kab
kee gaye Phir Parosan se gale miltay hain Papa roze kiyun?
|
| Kamaata
nahin hun itni ke tujhe roze khilaoon Aaati hai to aaa ja,
ya kisi aur ko pataooon |
| Gul
gaya, Gulshan gaya, Gaye honthon ki laaali Ab to peeecha chor
de, main ho gaye bachchon waali |
| Chandni
raat thi, main so rahi thi Phir kisi ne darwaza khutkhataya
Maine soncha mera dil aaya Darwaza khol ker dekha to bijli
ka bill aaaya |
| Maine
tujhe dekha Dekhta raha, Dekhta hi gaya Phir mujhe chashma
lag gaya |
Patharr
kyun marte ho, pura pahaar maar do Hum yuheeen mar jayenge,
sirf ek baar aankh maar do 30)Yeh tera chehra hai, yaa kele
ka chhilka Jo dekha to, dil phisal gaya |
| Katchi
Kali Katchnar Ki, Katcha Na Samjhna Lar Jaoonga Tere Baap
Se Batcha Na Samajhna |
| Khud
ko kar buland itnaa.. Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
Aur khuda tumse puche.. 'Abe gadhe... ab utrega kaise ' |
| Bolaa
dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain Jo bhii kaho ge merii
dukaan per wo paoge maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake
hai bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge |
| Industrian
sari mere yaar khaa gaye Meri Sari jaydaaad rishtedar khaa
gaye Marne Ke baad bhi unho ne ki meri saath cheating banaye
mazar to minaar kha gaye |
| (you
will enjoy this one if you remember the "Soldier"
movie's title song) Soldier Soldier.....pressure cooker khol
kar Sabzi meri uraa le gaya |
Kutta
ban gaya hoon tere pyaar main yakeen nahin aata to suno...Bhow..bhow |
| Yusuf
ka husn, Zulekha ka ghumaar dekha hai Kuch is tarah se Haseenon
ka pyaar dekha hai Unhe khilane pilaane main hui hai yeh haalat
Kasm khuda ki..Cinema bhi udhaar dekha hai |
| Dil
Logi, Ke Jaan Logi Meri Jaan Set Hone main Kitna Time Logi
|
| Tairna
Hai To Paani Main Aao, Kinare Pe Kya Rakha Hai Ishq Karna
Hai To Bahar aa, Ishare main Kya Rakha Hai (another version)
|
| Terna
hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna
hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai. |
| Janaza
Mera Nikla, Duniya Dekh Ne Nikli Magar Woh Zalim Na Nikli,
Jiske Liye Mera Janaza Nikla |
|
|
ad_336x280
| Random
Desktop Wallpapers |
|
|
| |
|