muhabbat
main kare kya kuch kisi se ho nahin sakta
mera marna bhi to meri khushi se ho nahin sakta
na
rona hai tariqe ka na hansna hai saliqe ka
pareshani main koi kam ji se ho nahin sakta
Khuda
jab dost hai ai "Dag" kya dushman se andesha
hamara kuch kisi ki dushmani se ho nahin sakta