wo
muzmahil haya jo kisi ki nazar main hai
sikhi
yahin mere dil-e-kafir ne bandagi
rabb-e-karim hai to teri rahguzar main hai
mazi
main jo maza meri sham-o-sahar main tha
ab wo faqat tasawwur-e-sham-o-sahar main hai
kya
jane kis ko kis se hai ab dad ki talab
wo gam jo mere dil main hai teri nazar main hai