ukh
fasana nahin k tujh se kahen
dil bhi mana nahin k tujh se kahen
aj
tak apni bekhyali k sabab
khud bhi jana nahin k tujh se kahen
ek
tu harfashna tha magar
ab zamana nahin k tujh se kahen
be-tarah
dil hai aur tujh se
dostana nahin k tujh se kahen
ai
khuda dard-e-dil hai bakhshish-e-dost
ab-o-dana nahin k tujh se kahen