tum
aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar
hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar
hogi
rahe
muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main
har hogi
hazar
ulfat sataye lekin mere iradon se hai ye mumkin
agar sharafat ko tumne chera to zindagi tum pe war hogi