kitni
pi kaise kati rat mujhe hosh nahin
rat k sath gai bat mujhe hosh nahin
mujh
ko ye bhi nahin malum k jana hai kahan
tham le koi mera hath mujhe hosh nahin
anson
aur sharabon mein guzri hai ab to
main ne kab dekhi thi barsat mujhe hosh nahin
jane
kya tuta hai paimana k dil hai mera
bikhre bikhre hain khayalat mujhe hosh nahin