ek
wada hai kisi ka jo wafa hota nahin
marmari taron bhari raton mein kya hota nahin
ji
mein ata hai ulat dein un k chehre se naqab
hausla karte hain lekin hausla hota nahin
shama
jis ki abru par jan de de jhum kar
wo patanga jal to jata hai fana hota nahin