wo behisab jo pi k kal sharab aya agarche mast tha main par mujhe hijab aya
idhar khayal mere dil mein zulf ka guzra udhar wo khata hua dil mein pech-o-tab aya
khayal kis ka samaya hai dida-o-dil mein na dil ko chain mujhe aur na shab ko khwab aya
B
C
D
E
F
G
H
I
J
M
N
Nasir Kazmi
O
P
Q
R
S
T
Tabish Dehlvi
W
Y
Z